Aapki Dosti hamein is kadar pyaari hai,
Jis tarah bin paani
ke machli bechari hai,
Bus tum DOST bane raho ye hi
tum se guzarish hai.
Aasman humse naraaz hai.....??
Taaron ka gussa behisaab
hai.!
Vo sab humse jalte hain,
kyunki Chand se behtar DOST hamare paas hai.
Bhulna tumhe na asaan hoga,
Jo bhule tumhe vo nadaan hoga,
Aap
to baste ho dil mein hamare,
Aap hamein na bhulein ye aapka ehsan hoga.
U may be out of my Nazer,
but u not out of my Dil,
u may be
out of my reach,
but u r not out of my soch,
I may be kush be nahi to u,
But u
will be always Sub Kush to Me.
Jub dosti ki dastan Waqt sunae ga,
Hum ko bi koi shaks yaad
aey ga,
Tub bhool jain gay zindagi ke gum ko,
Jub aap kay saath guzra wakt yaad
aey ga.
Zindgai udaas hone ka naam nahi,,,,,,,
Dosti sirf paas hone
ka naam nahi,
Agar tum door reh kar bhi hame yaad rakho,,,,,,,
Is se badkar
hame koi enaam nahi...”
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho....jo itihaas banaati hai !
Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost,
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga !

No comments:
Post a Comment